Sakhi Sarkar Hai Lyrics - Bande Hasan, Mohammed Rafi

Sakhi Sarkar Hai lyrics, the song is sung by Bande Hasan, Mohammed Rafi from Mirza Ghalib (1954). The music of Sakhi Sarkar Hai Playful track is composed by Ghulam Mohammad while the lyrics are penned by Shakeel Badayuni.

Haaan aaa aaa
Kahaan jaayen teri mehfil se utthh kar
Tere matwaale haan aaa aaa
Hamaari laaj rakh le ab to
Ae duniya ke rakhwaale
Aaaa aaa aaaa aaa aaaa
Nigaahen pher leen sab ne
Lutey hain aas ke dere
Sunegaa kaun apni dastaan-e-gham
Siwaa tere haan haaa aan aan
Aaye hain kisi ummeed pe ham
Aaye hai kisi ummeed pe ham
Aaye hai kisi ummeed pe ham
Jab tu hai hamara phir kya gham
Jab tu hai hamara phir kya gham
Jab tu hai hamara phir kya gham

bharatlyrics.com

Aaa haan haaan haaaaan
Wo baat bhala kya guzregi
Wo baat bhala kya guzregi
Jo baat yehaan tak aa pahuncheji
Jo baat yehaan tak aa pahuncheji
Jo baat yehaan tak aa pahunche
Sa re ga ma pa
Ga ma pa dha ni sa
Pa dha sa re ga ma pa sa
Ga re sa ni dha pa ma ga re sa
Pa ma ga re sa
Aaa aaaa aaaa aaaa
Jo baat yehaan tak aa pahuncheji
Jo baat yehaan tak aa pahunche
Shikwe bhi zabaan tak aa pahunche

Haaa aaa aaaa aaaaaa
Sakhi sarkaar hai teri
Gareebon ka tu daata hai
Tere dar par jo aata hai
Wo kuchh le kar hi jaata hai
Aaa aaaa aaaa
Aaa aaa aaa aaa
Aaaa aaaa
Jo tu chaahe to ghar ujdaa huaa
Aabaad ho jaaye
Koyi majboor gham ki qaid se
Aazaad ho jaaye haan
Sajde mein hai sar
Tujh par hai nazar
Shikwe bhi zabaan tak aa pahunche jee
Shikwe bhi zabaan tak aa pahunche

Haan aaa
Duniya ke maalik dekh zara o o o
Deewaane yehaan tak aa pahunche
Deewaane yehaan tak aa pahunche ji
Deewaane yehaan tak aa pahunche ji
Deewaane deewaane deewaane ho
Deewaane yehaan tak aa pahunche
Shikwe bhi zabaan tak aa pahunche

Aaa aaaa aaaa aaaaaa
Bhatakti phir rahi thhi aarzuen
Gham ki raahon mein he he haan aaa
Yaka yak teri soorat phir gayee
Meri nigaahon mein ae ae ae
Aaa aaa aaaaa aaa
Duaaon ko bahaa laaya
Jahaan ka teer banti hai
Sunaa yeh hai
Tere darbaar mein
Taqdeer banti hai
Jaltaa hai badan
Tapta hai jigar
Haan jaltaa hai badan
Tapta hai jigar
Arre ab to karam le
Ab to khabar

Arre ab to karam le
Ab to khabar aaa
Haan haan aaaa haan
Chilman se nikal kar dekh zara
Chilman se nikal kar dekh zara
Parwaane kahaan tak aa pahunche
Parwaane kahaan taka a pahunche ji
Parwaane kahaan taka a pahunche ji
O parwaane parwaane parwaane ho oo ho
Parwaane kahaan tak aa pahunche ji
Shikwe bhi zabaan tak aa pahunche.

Sakhi Sarkar Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download