Yeh Na Thi Hamari Kismat Lyrics - Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

Yeh Na Thi Hamari Kismat lyrics, the song is sung by Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya) from Mirza Ghalib (1954). Yeh Na Thi Hamari Kismat Sad soundtrack was composed by Ghulam Mohammad with lyrics written by Mirza Ghalib.

Ye na thi hamari kismat ke
Visaal e yaar hota
Agar aur jite rahate
Yahi itazaar hota
Ye na thi

bharatlyrics.com

Ye na thi hamaari kismat ke
Visaal e yaar hota
Agar aur jite rahate
Yahi itazaar hota
Ye na thi ye na thi
Ye na thi hamari kismat

Tere waade par jiye ham
To ye jaan jhuth jaana
Tere waade par jiye ham
To ye jaan jhuth jaana
Ke khushi se mar na jaate
Agar etabaar hota
Ye na thi hamari kismat ke
Visaal e yaar hota
Agar aur jite rahate
Yahi itazaar hota
Ye na thi ye na thi
Ye na thi hamari kismat

Hue mar ke ham jo rusawa
Hue kyun na gharq e daraya
Hue mar ke ham jo rusawa
Hue kyun na gharq e daraya
Na kabhi janaza uthata
Na kahi mazar hota
Na thi hamari kismat ke
Visaal e yaar hota
Ye na thi ye na thi
Ye na thi hamari kismat

Koi mere dil se puchhe
Tere tir e nim kash ko
Ye khalish kahan se hoti
Jo jigar ke paar hota.

Yeh Na Thi Hamari Kismat Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download