Sapnon Ki Dor Bandhi Lyrics - Asha Bhosle

Sapnon Ki Dor Bandhi lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Ghar Sansar (1958). Sapnon Ki Dor Bandhi Kids soundtrack was composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi) with lyrics written by Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari).

Sapno ki dor bandhi palko ka palna
Soja meri rani mera kahna na talna
Sapno ki dor bandhi palko ka palna
Soja meri rani mera kahna na talna

Pario ke desh tohe nindiya pukare
Dekh rahe rah teri chand sitare
Dekh rahe rah teri chand sitare
Jhum rahi ankhiyo mein nindiya diwani
Jhum rahi
Jhum rahi ankhiyo mein nindiya diwani
Mithi mithi bato ka jadu na talna
Soja meri rani mera kahna na talna
Sapno ki dor bandhi palko ka palna
Soja meri rani mera kahna na talna

bharatlyrics.com

Jaldi jo soye or jaldi jo jage
Jaldi jo soye or jaldi jo jage
Jiwan ki daud mein wo sabse rahe aage
Jiwan ki daud mein wo sabse rahe aage
Pyara hai bacha wahi kahna jo mane
Pyara hai
Pyara hai bacha wahi kahna jo mane
Jug jug jiye jhule sone ka palna
Soja meri rani mera kahna na talna
Sapno ki dor bandhi palko ka palna
Soja meri rani mera kahna na talna.

Sapnon Ki Dor Bandhi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download