Bhabhi Kare Appeal Lyrics - Asha Bhosle

Bhabhi Kare Appeal lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Ghar Sansar (1958). The music of Bhabhi Kare Appeal Drama track is composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi) while the lyrics are penned by Majrooh Sultanpuri.

Bhabhi kare appeal aur phir devar
Bane vakeel mukadma jitega
Bhabhi kare appeal aur phir devar
Bane vakeel mukadma jitega

bharatlyrics.com

Pehain ke gaun dikha ke chal
Pehain ke gaun dikha ke chal
Karega devar mera kamal utha
Ke kanun ki kitab  utha
Ke kanun ki kitab nikalega
Bal ki bhi khal kaho ke kismat
Badal jaye nahi kara hi
Dungi jail
Bhabhi kare appeal aur phir devar
Bane vakeel mukadma jitega
Bhabhi kare appeal aur phir devar
Bane vakeel mukadma jitega

Macha ke ghit pit ka shor vo
Abcdefghisno
Macha ke ghit pit ka shor vo
Chuda hi lega har ek ko
Behas karega vo zor ki no no no
Milod baikasur chod do
Behas karega vo zor ki
Kahega jaj order suno
Order order

Kaho musibat se bhag
Jaye nahi kara hi dungi jail
Bhabhi kare appeal aur phir devar
Bane vakeel mukadma jitega
Bhabhi kare appeal aur phir devar
Bane vakeel mukadma jitega.

Bhabhi Kare Appeal Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download