Sara Jahan Chhod Ke Lyrics - Mohammed Rafi, Usha Mangeshkar

Sara Jahan Chhod Ke lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi, Usha Mangeshkar from Wardaat (1981). The music of Sara Jahan Chhod Ke Romantic track is composed by Bappi Lahiri while the lyrics are penned by Ramesh Pant.

Sara jaha chhod ke tujhe
Maine salam kiya hai
Tune bhi kya aisa
Koi kam kiya hai
Maine to khud apna
Jina haram kiya hai
Jis din se hath
Tera tham liya hai
Sara jaha chhod ke tujhe
Maine salam kiya hai
Tune bhi kya aisa
Koi kam kiya hai

bharatlyrics.com

Tu chahe pyar na kar
Mai to tujhe hi chahungi
Jaha bhi tu jayega
Pichhe pichhe aaungi
Tu chahe pyar na kar
Mai to tujhe hi chahungi
Jaha bhi tu jayega
Pichhe pichhe aaungi

Mujhko pana hai to
Mera pichha chhod de
Sara jaha chhod ke tujhe
Maine salam kiya hai
Tune bhi kya aisa
Koi kam kiya hai
Maine to khud apna
Jina haram kiya hai
Jis din se hath tera
Tham liya hai

Haye meri to adat
Hai ise use dil dene ki
Or koi meri bani to
Phir tu kya kar legi
Meri to adat hai ise
Use dil dene ki
Or koi meri bani to
Phir tu kya kar legi
Jogan banke gali
Gali me gana gaungi

Maine to khud apna
Jina haram kiya hai
Jis din se hath
Tera tham liya hai
Sara jaha chhod ke tujhe
Maine salam kiya hai
Tune bhi kya aisa
Koi kam kiya hai
O tham liya hai
O kam kiya hai.

Sara Jahan Chhod Ke Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download