Sari Duniya Ke Sitam Lyrics - Chandan Dass

Sari Duniya Ke Sitam lyrics, the song is sung by Chandan Dass from Introducing... Chandan Dass (1982). The music of Sari Duniya Ke Sitam Ghazal track is composed by Chandan Dass while the lyrics are penned by .

Sari duniya ke sitam aur
Mera dil tanha
Sari duniya ke sitam aur
Mera dil tanha
Maine jheli hain zamane
Mein ye mushkil tanha
Sari duniya ke sitam aur
Mera dil tanha

bharatlyrics.com

Sab ne hungama-e-mehfil ke
Maze lute hain
Sab ne hungama-e-mehfil ke
Maze lute hain
Sab ne hungama-e-mehfil ke
Maze lute hain
Rah gayi shamma bechari
Sari mehfil tanha
Maine jheli hain zamane
Mein ye mushkil tanha
Sari duniya ke sitam aur
Mera dil tanha

Kabtalk thik na hoga
Ghume daura ka ilaaz
Kabtalk thik na hoga
Ghume daura ka ilaaz
Kabtalk thik na hoga
Ghume daura ka ilaaz
Hum bhi baithe hain
Zamane ke muqaddar ki tanha
Maine jheli hain zamane
Mein ye mushkil tanha
Sari duniya ke sitam aur
Mera dil tanha

Ab kisi reh barmanzil ki
Tamanna bhi nahi
Ab kisi reh barmanzil ki
Tamanna bhi nahi
Ab kisi reh barmanzil ki
Tamanna bhi nahi
Main akela hun musafir
Meri manzil tanha
Maine jheli hain zamane
Mein ye mushkil tanha
Sari duniya ke sitam aur
Mera dil tanha
Mera dil tanha
Mera dil tanha.

Sari Duniya Ke Sitam Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download