Savera Hai Magar Lyrics - Jagjit Singh

Savera Hai Magar lyrics, the song is sung by Jagjit Singh from Nayi Disha (1999). Savera Hai Magar Ghazal soundtrack was composed by Jagjit Singh with lyrics written by .

Savera hai magar poorab
Disha mein ghir rahe badal
Savera hai magar poorab
Disha mein ghir rahe badal
Rui se bhudal ke bhi meel ke
Pathar pade ghayal
Savera hai magar poorab
Disha mein ghir rahe badal

Thitke paav oojhal gaav
Thitke paav oojhal gaav
Jadta hai na gati maeyta
Sawayam ko dusro ki
Dristi se main dekh pata hoon
Na main chup hoon na main gata hoon
Na main chup hoon na main gata hoon
Savera hai magar poorab
Disha mein ghir rahe badal

bharatlyrics.com

Samaye ki sard saso ne
Chanaro ko zhhulas dala
Magar himpaat ke deti
Chunoti ek druvmala
Bikhre meed vihassi
Jheed asau hai na muskane
Himani jheel ke tat par
Akela gungunata hu
Na mein chup ho na gata hu
Savera hai magar poorab
Disha mein ghir rahe badal.

Savera Hai Magar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download