Sawan Aaye Ya Na Lyrics - Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Sawan Aaye Ya Na lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Dil Diya Dard Liya (1966). The music of Sawan Aaye Ya Na Romantic track is composed by Naushad Ali while the lyrics are penned by Shakeel Badayuni.

Saawan aaye na aaye jiya
Jab jhoome saawan hai
Saawan aaye na aaye jiya
Jab jhoome saawan hai
Saawan aaye na aaye
Taar mile jab dil se dil ke
Wahi samay man bhavan hai
Wahi samay man bhavan hai
Saawan aaye na aaye
Ni sa re ma re sa re ma pa
Re ma pa ni pa ma pa ni sa
Jab se piya tu naino main aaya
Prem ke rang main rach gayi kaya

bharatlyrics.com

Baago main ban main
Neel gagan mainsab main
Hai tere roop ki chaya
Tu hai mere sang to har dam
Khushi ki aawan aawan hai
Khushi ki aawan aawan hai
Saawan aaye na aaye jiya
Jab jhoome saawan hai
Saawan aaye na aaye
Ni sa ni sa re ma pa
Pa ma re ma pa sa niaa

Aankhiyan mazire man ek tara
In main baaje naam tihara
Hanste gaate jeevan beete
Anth na ho ye geet hamara
Mausam aaya sukh pawan ka
Dukhon ki javan javan hai
Dukhon ki javan javan hai
Saawan aaye na aaye jiya
Jab jhoome saawan hai
Saawan aaye na aaye.

Sawan Aaye Ya Na Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download