Sawan Ke Nazaare Lyrics - Shamshad Begum

Sawan Ke Nazaare lyrics, the song is sung by Shamshad Begum from Khazanchi (1941). The music of Sawan Ke Nazaare Happy track is composed by Ghulam Haider while the lyrics are penned by Wali Sahab.

Sawan ke nazaare hain
Aa ha aa ha
Sawan ke nazaare hain
Aa ha aa ha
Aa ha aa ha
Sawan ke nazaare hain
Aa ha aa ha
Sawan ke nazaare hain

Kaliyo ki aankhon le
Lala la la la
Mastana ishare hai
Kaliyo ki aankhon le
Mastana ishare hai

Joban hai fizao mein
Joban hai fizao mein
Kho jaaye gale mil kar
Madhu murat ghatao mein
Kho jaaye gale mil kar
Madhu murat ghatao mein

Us desh chale sajni
Us desh chale sajni
Phoolo ke yowan par
Lala la la la
Phoolo ke yowan par
Bhawre na mare sajni
Phoolo ke yowan par
Bhawre na mare sajni

Us desh mein kya jana
Us desh mein kya jana
Pyar ke rag ho joothe
Pyar ke rag ho joothe
Jo geet ho begana
Pyar ke rag ho joothe
Jo geet ho begana

bharatlyrics.com

Tum preet ko kya jano
Tum preet ko kya jano
Aag se mat khelo
Lala la la la
Aag se mat khelo
Aye husn ke deewano
Aag se mat khelo
Aye husn ke deewano.

Sawan Ke Nazaare Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *