Naino Ke Baan Ki Lyrics - Shamshad Begum

Naino Ke Baan Ki lyrics, the song is sung by Shamshad Begum from Khazanchi (1941). Naino Ke Baan Ki Happy soundtrack was composed by Ghulam Haider with lyrics written by Wali Sahab.

Naino ke baan ki reet anokhi
Naino ke baan ki reet anokhi
Baan chale aur nain na dekhe
Baan chale aur nain na dekhe
Naino ke baan ki

Nain se nikle nain mein aaye
Nain se nikle nain mein aaye
Naino se hariday mein samaye
Naino se hariday mein samaye
Ek baan se aag laga kar
Ek baan se aag laga kar
Ek baan se aag bujhaye
Din aur rain na dekhe
Baan chale aur nain na dekhe
Baan chale aur nain na dekhe
Naino ke baan ki

bharatlyrics.com

Kaliyo ki muskan nirali
Bhawro ka sukh chain na dekhe
Bhawro ka sukh chain na dekhe
Hasi hasi mein man yun chhine
Hasi hasi mein man yun chhine
Jaise chhupa seep se moti
Jaise chhupa seep se moti
Jadu pawan chale aur chal kar
Jadu pawan chale aur chal kar
Ha chhin le nirbal deep se jyoti
Ha chhin le nirbal deep se jyoti
Man sune aur nain na dekhe
Baan chale aur nain na dekhe
Baan chale aur nain na dekhe
Naino ke baan ki.

Naino Ke Baan Ki Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download