Sham E Furqat Ka Dhal Gaya Saya Lyrics - Lata Mangeshkar, Premnath Malhotra

Sham E Furqat Ka Dhal Gaya Saya lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Premnath Malhotra from Sanyasi (1975). Sham E Furqat Ka Dhal Gaya Saya Mujra soundtrack was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi with lyrics written by Hasrat Jaipuri.

Sitare dubne lage haye siskiya le kar
Chirag bujhne lage haye hichkiya le kaar
Koyal khadak ke mast kare jab alap se
Dil ke walwale dab jayenge
Table ki thap
Shame furkar shame furkar ka
Dhal gaya saya re
Shame furkar ka dhal gaya saya re
Aane wala sajna nahi aaya re
Shame furkar ka dhal gaya saya re
Aane wala sajna nahi aaya re
Shame furkar ka dhal gaya saya re

Meri ada sabse jud log hue mujhpe fida
Nur na dekho dekhne walo
Paas to aao dil se lagalo
Aaj hai mauka arman mitalo
Apna aashik
Apna aashik unhi ko tumhi ko banaya re
Apna aashik unhi ko tumhi ko banaya re
Aane wala sajna nahi aaya re
Shame furkar ka dhal gaya saya re

bharatlyrics.com

Nam mera… Charo taraf
Shor mera… Charo taraf
Jisne bhi dekha mera najara
Har koi bol mara re mara
Jaan se pyara mera ishara
Apni chutki pe
Apni chutki pe sabko nachaya re
Apni chutki pe sabko nachaya re
Aane wala sajna nahi aaya re
Shame furkar ka dhal gaya saya re
Shame furkar ka dhal gaya saya re.

Sham E Furqat Ka Dhal Gaya Saya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download