Shamma Bujhne Ko Chali Lyrics - Mohammed Rafi

Shamma Bujhne Ko Chali lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Ganga Ki Lahren (1964). Shamma Bujhne Ko Chali Sad soundtrack was composed by Chitragupta Shrivastava with lyrics written by Majrooh Sultanpuri.

Shamma bujhne ko chali
Shamma bujhne ko chali
Shamma bujhne ko chali
Shamma bujhne ko chali
Hai yahee dard kee jal jaye
Patanga na kahee
Shamma bujhne ko chali
Shamma bujhne ko chali

Usane chaha kee mera
Chahanewala toh rahe
Usane chaha kee mera
Chahanewala toh rahe
Main rahu ya na rahu
Ghar ka ujala toh rahe
Apne pritam ke liye
Chhod dee pritam kee galee
Shamma bujhne ko chali
Shamma bujhne ko chali

bharatlyrics.com

Bhulakar sabako bas ik
Apnee wafa saath liye
Bhulakar sabako bas ik
Apnee wafa saath liye
Apne hee ashkon mein
Bhigee huyee ik raat liye
Gum ke tufan mein ghiree
Thokare khatee nikalee
Shamma bujhne ko chali
Shamma bujhne ko chali

Upane begane chuute
Lakhte jigar tut gaya
Upane begane chuute
Lakhte jigar tut gaya
Gum ke sholo main chhupi
Aisi ke ghar tut gaya
Dubane aayai pani main
Nashibo ki jali
Shamma bujhne ko chali.

Shamma Bujhne Ko Chali Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download