Sharab Badnam Ho Gayi Lyrics - Lata Mangeshkar

Sharab Badnam Ho Gayi lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Banarasi Babu (1973). Sharab Badnam Ho Gayi Sharaabi soundtrack was composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah with lyrics written by Rajendra Krishan.

Haath mat rakh pyala mera bhar de sathi
Subah aur sham se gasil mujhe kar de sathi
Chee chee ye jo peene ki aadat aam ho gayi
Ye jo peene ki aadat aam ho gayi
Tobba tobba sharab badnaam ho gayi
Tobba tobba sharab badnaam ho gayi
Ye jo peene ki aadat aam ho gayi
Tobba tobba sharab badnaam ho gayi
Tobba tobba sharab badnaam ho gayi

Hum nahi kahate peena haram
Hai ye hum nahi kahte
Koi bura kaam hai ye hum nahi kahate
Are bura vo sharab ki jo burayi jo kare
Are bura vo sharab ki jo burayi jo kare
Are uss se bura vo jo pee pee ke mare
Sharab hai sharab koi paani to nahi
Sharab hai sharab koi paani to nahi
Ki jitni chahe pee li jab shaam ho gayi
Tobba tobba sharab badnaam ho gayi
Tobba tobba sharab badnaam ho gayi

bharatlyrics.com

Koi hum se shike peene ka tarika koi hum se shike
Jeene ka salikha koi humse shike
Chand raat ho yaar sath ho
Chand raat ho yaar sath ho dil se dil ki koi baat ho
Aanko ke gulabi koi dekh ke chalo
Aanko ke gulabi koi dekh ke chalo
Mahaki hui julfo se dekh ke chalo

Jo pyar me nasha hai vo sharab me nahi
Jo pyar me nasha hai vo sharab me nahi
Ye duniya jaise nashe ki gulaam ho gayi
Tobba tobba sharab badnaam ho gayi
Tobba tobba sharab badnaam ho gayi
Tobba tobba sharab badnaam ho gayi
Ye jo peene ki aadat aam ho gayi
Ye jo peene ki aadat aam ho gayi.

Sharab Badnam Ho Gayi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download