Shauq Khwab Ka Lyrics - Lata Mangeshkar

Shauq Khwab Ka lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Jahan Tum Le Chalo (1999). Shauq Khwab Ka Playful soundtrack was composed by Vishal Bhardwaj with lyrics written by Gulzar (Sampooran Singh Kalra).

Shauq khwab ka hai wo nind aaye na
Shauq khwab ka hai wo nind aaye na
Jhooth bolta hai roz roz aaina
Shauq khwab ka hai wo nind aaye na
Jhooth bolta hai roz roz aaina

bharatlyrics.com

Saans jo sulagti hai
Saans jo sulagti hai
To aankh jalti hai
Kya pata ye dil ki hai ya meri galti hai
Kisko main manau karu dua uda aaina
Jhooth bolta hai roz roz aaina
Shauq khwab ka hai wo nind aaye na

Nukata chi hai dil mera
Nukata chi hai dil mera
Mujhe sakun nahi
Main kahu ke yu do dil kahe
Ke yu nahi
Janti hu sab magar mujh mein aaina
Jhooth bolta hai roz roz aaina
Shauq khwab ka hai wo nind aaye na.

Shauq Khwab Ka Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download