Shubh Din Aaya Bahar Ka Lyrics - Lata Mangeshkar

Shubh Din Aaya Bahar Ka lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Phoolon Ki Sej (1964). The music of Shubh Din Aaya Bahar Ka Happy track is composed by Penupatruni Adinarayana Rao while the lyrics are penned by Hasrat Jaipuri.

Shubh din aaya bahar ka
Ke laga mela ye pyar ka
Machi dhum sare nagar mein
Subh din aaya bahar ka
Machi dhum sare nagar mein
Mili sabko manjil ke ujali hai mahfil
Janab khushi ka diya
Taro ki aanhko ka tara tu
Chanda ke darpan se pyara tu
Tujhse hai roshan dharti ka daman
Dil ka najar ka ujala tu
Taro ki aankho ka tara tu

bharatlyrics.com

Jo mujhse dur tha mere karib hai
Duniya mein apna apna nasib hai
Jo mujhse dur tha mere karib hai
Duniya mein apna apna nasib hai
Man ke hindole me jisko jhulau
Raja kanhaiya mera
Taro ki aanhko ka tara tu
Chanda ke darpan se pyara tu
Tujhse hai roshan dharti ka daman
Dil ka najar ka ujala tu
Taro ki aankho ka tara tu.

Shubh Din Aaya Bahar Ka Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download