Shukriya Shukriya Apka Shukriya Lyrics - Pamela Singh

Shukriya Shukriya Apka Shukriya lyrics, the song is sung by Pamela Singh from Shukriya (2008). Shukriya Shukriya Apka Shukriya Ghazal soundtrack was composed by Pamela Singh with lyrics written by .

Shukriya shukriya shukriya shukriya
Shukriya shukriya shukriya shukriya
Aapke pyaar ka mil gaya aasra
Aapke pyaar ka mil gaya aasra
Shukriya shukriya apka shukriya
Shukriya shukriya apka shukriya
Kaam aahi gayi aapki har duaan
Kaam aahi gayi aapki har duaan
Shukriya shukriya apka shukriya
Shukriya shukriya apka shukriya

Mere yaad aapko aapne marhabba
Apni puri mohabbat se apna liya
Mere yaad aapko aapne marhabba
Apni puri mohabbat se apna liya
Ye inayate karam ye khuluso wafa
Ye inayate karam ye khuluso wafa
Shukriya shukriya apka shukriya
Shukriya shukriya apka shukriya

bharatlyrics.com

Beshara nazar ko sahare mile
Dil ki kashti ko roshan kanare mile
Beshara nazar ko sahare mile
Dil ki kashti ko roshan kanare mile
Goonj kaano mein sehnaaio ki sadda
Goonj kaano mein sehnaaio ki sadda
Shukriya shukriya apka shukriya
Shukriya shukriya apka shukriya

Chaand taaro ki mehfil saji mere ghar
Chandani aayi deewaro dar pe utar
Chaand taaro ki mehfil saji mere ghar
Chandani aayi deewaro dar pe utar
Keh kasa se saja pyaar ka rasta
Keh kasa se saja pyaar ka rasta
Shukriya shukriya apka shukriya
Shukriya shukriya apka shukriya

Yunhi gaate rahe yunhi chalte rahe
Saaj dil ke mohabbat ke nagame sune
Yunhi gaate rahe yunhi chalte rahe
Saaj dil ke mohabbat ke nagame sune
Humsafar mere hum dam
Humsafar mere hum dam
Shukriya shukriya apka shukriya
Shukriya shukriya apka shukriya

Aapke pyaar ka mil gaya aasra
Aapke pyaar ka mil gaya aasra
Shukriya shukriya apka shukriya
Shukriya shukriya apka shukriya
Kaam aahi gayi aapki har duaan
Kaam aahi gayi aapki har duaan
Shukriya shukriya shukriya shukriya
Shukriya shukriya shukriya shukriya
Shukriya shukriya shukriya shukriya.

Shukriya Shukriya Apka Shukriya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download