Shyam Tere Kitne Naam (Title) Lyrics - Aarti Mukherji

Shyam Tere Kitne Naam (Title) Lyrics - Aarti Mukherji

Shyam Tere Kitne Naam (Title) Lyrics - Aarti Mukherji

Shyam Tere Kitne Naam (Title) lyrics, the song is sung by Aarti Mukherji from Shyam Tere Kitne Naam (1977). Shyam Tere Kitne Naam (Title) Devotion, Sad soundtrack was composed by Ravindra Jain with lyrics written by .

Shyam shyam shyam
Shyam tere kitne naam
Shyam shyam shyam
Shyam tere kitne naam
Jag se hari main dukhiyari
Jag se hari main dukhiyari
Sharan tihari aayi mere shyam
Shyam shyam shyam
Shyam tere kitne naam
Shyam shyam shyam
Shyam tere kitne naam

Teri kirpa agar ho jaye re
Ho jaye
Teri kirpa agar ho jaye
Tu sang chale gungo bole
Janam ka andha ankhiya khole
Pathar ki murat jo dole
Sab sambhaw ho jaye
Teri kirpa agar ho jaye re

Sabko tare
Sabko tare par utare
Tuhi saware bigde kam
Shyam shyam shyam
Shyam tere kitne naam
Shyam shyam shyam
Shyam tere kitne naam

bharatlyrics.com

Tu sune na to hum kaha jaye
Kaha jaye
Tu sune na to hum kaha jaye
Ho tu chahe to chale hawaye
Mar ghat phulo se bhar jaye
Saritaye parwat se nikal ke
Sagar tak aa jaye
Tu sune na to hum kaha jaye
Fir ek tere
Fir ek tere darsh ka pyasa
Aa na saka kyu tere dham
Shyam shyam shyam
Shyam tere kitne naam
Shyam shyam shyam
Shyam tere kitne naam

Koi jane nahi re teri maya
Teri maya
Koi jane nahi re teri maya
Phul kabhi tune jo khilaya
Bin mausam wo phir murjhaya
Pad gayi kis durdin ki chaya
Kyu aisa din aaya
Koi jane nahi teri maya
Antaryami
Antaryami ye to bata de
Mujhse hui kyun vidhna bam
Shyam shyam shyam
Shyam tere kitne naam
Shyam shyam shyam
Shyam tere kitne naam

He madhu sudan he nand nandan
He manmohan he ghan shyam
Shyam shyam shyam
Shyam tere kitne naam
Shyam shyam shyam
Shyam tere kitne naam
He madhu sudan madhu sudan
He madhu sudan
He manmohan manmohan
He manmohan
Shakti de shakti de
Shakti de shakti de
Shyam shyam shyam
Shyam tere kitne naam
Shyam shyam shyam
Shyam tere kitne naam.

Shyam Tere Kitne Naam (Title) Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *