Sitam Hampe Karle Lyrics - Mohammed Aziz, Suresh Wadkar

Sitam Hampe Karle lyrics, the song is sung by Mohammed Aziz, Suresh Wadkar from Gharana (1989). The music of Sitam Hampe Karle Philosophical track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Anand Bakshi.

Achhe bure din sare din
Ek din gujar jate hai
Gham ka hai mausam nahi gham
Milke hum geet gate hai
Sitam hum mein karle sitam gar jamana
Sitam hum mein karle sitam gar jamana
Salamat rahega ye ghar ye gharana
Sitam hum pe karle sitam gar jamana
Salamat rahega ye ghar ye gharana
Salamat rahega ye ghar ye gharana

Hum hai to kya gham hai
Tum ho to kya kam hai
Nahi aaj khushiya to gham bat lenge
Nahi aaj khushiya to gham bat lenge
Jo hai rukhi sukhi wo hum bat lenge
Kisi dar pe ye sar nahi hai jhukana
Salamat rahega ye ghar ye gharana
Salamat rahega ye ghar ye gharana

Humara mukaddar hume azmale
Humara mukaddar hume azmale
Kisi hal mein hum nahi rone wale
Ke aata hai hamko sada muskurana
Salamat rahega ye ghar ye gharana
Salamat rahega ye ghar ye gharana

bharatlyrics.com

Bahut kuchh hai baki nahi sab gawaya
Bahut kuchh hai baki nahi sab gawaya
Ke chhoto ke sar pe bado ka hai saya
Ke chhoto ke sar pe bado ka hai saya
Ye daulat hai apni ye apna khazana
Salamat rahega ye ghar ye gharana
Salamat rahega ye ghar ye gharana
Sitam hum pe karle sitam gar jamana
Salamat rahega ye ghar ye gharana
Salamat rahega ye ghar ye gharana.

Sitam Hampe Karle Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download