Soniye Ghar Aaja Ab To Lyrics - Manu Khare

Soniye Ghar Aaja Ab To lyrics, the song is sung by Manu Khare from Ebn-E-Batuta (2014). The music of Soniye Ghar Aaja Ab To Love, Sad track is composed by Tarannum Malik while the lyrics are penned by Satyendra Athaiya.

Soniye ghar aaja ab to
Jaaniye ghar aaja ab to
Heeriye ghar aaja ab to aa

Soniye ghar aaja ab to
Jaaniye ghar aaja ab to
Heeriye ghar aaja ab to aa
Apna haale dil keh sakuna main
Aur bin tere reh sakuna main
Teri bahon mein hain
Mera chaino sukun
Tu mera khwaab hain
Aake mera junoon
Soniye ghar aaja ab to
Jaaniye ghar aaja ab to
Heeriye ghar aaja ab to aa
Soniye ghar aaja ab to
Jaaniye ghar aaja ab to
Heeriye ghar aaja ab to aa

bharatlyrics.com

Kaisi mushkil hain
Ye kaisi majbooriyan
Paas hoke bhi hain
Kaisi ye dooriyan
Ho kaisi mushkil hain
Ye kaisi majbooriyan
Paas hoke bhi hain
Kaisi ye dooriyan
Ab ye darde dil seh
Sakun na main
Aur bin tere reh
Sakun na main
Teri bahon mein hain
Mera chaino sukun
Tu mera khwaab hain
Aake mera junoon
Soniye ghar aaja ab to
Jaaniye ghar aaja ab to
Heeriye ghar aaja ab to aa
Soniye ghar aaja ab to
Jaaniye ghar aaja ab to
Heeriye ghar aaja ab to aa

Soniye ghar aaja ab to
Jaaniye ghar aaja ab to
Heeriye ghar aaja ab to aa
Soniye ghar aaja ab to
Jaaniye ghar aaja ab to
Heeriye ghar aaja ab to aa.

Soniye Ghar Aaja Ab To Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download