Sufiye Ba Safa Manam Lyrics - Ustad Shafqat Ali Khan

Sufiye Ba Safa Manam lyrics, the song is sung by Ustad Shafqat Ali Khan from Jaanisaar (2015). The music of Sufiye Ba Safa Manam Classical track is composed by Muzaffar Ali, Ustad Shafqat Ali Khan while the lyrics are penned by Nawab Wajid Ali Shah.

Ali ka naam le
Aajab woh is mein aajab hai
Ke jis kisi ne pukaara
Usi ke kaam aaya

Dam hama dam ali ali
Dam hama dam ali ali
Dam hama dam ali ali
Dam hama dam ali ali
Sufiye ba safa manam
Dam hama dam ali ali ali ali
Sufiye ba safa manam
Sufiye ba safa manam
Sufiye ba safa manam
Sufiye ba safa manam
Dam hama dam ali ali
Dam hama dam ali ali
Sufiye ba safa manam
Sufiye ba safa manam

bharatlyrics.com

Chinta unko ko ho naa
Manva udaas hai
Chinta unko ko ho naa
Manva udaas hai
Jag mein jin ho shri krishna
Jag mein jin ho shri krishna
Kanahiya ki aash hai
Dam hama dam ali ali
Dam hama dam ali ali
Sufiye ba safa manam
Sufiye ba safa manam

Matlab yahin hai haath ki
Har ek lakeer ka
Daaman na chhutne na paaye
Janaabe ameer ka

Matlab yahin hai haath ki
Har ek lakeer ka
Matlab yahin hai haath ki
Har ek lakeer ka
Daaman na chhutne na paaye
Paaye daaman na chhutne na paaye
Paaye daaman na chhutne na paaye
Janaabe ameer ka
Dono jahaan usko mile
Jisko woh mila
Hain martaba buland ali ke asir ka
Dam hama dam ali ali
Dam hama dam ali ali
Sufiye ba safa manam
Sufiye ba safa manam

Jamna kinaare gopiya
Radha ke saath hai khadi
Jamna kinaare gopiya
Radha ke saath hai khadi
Kanha ka intazaar hai
Rastan mein bheed hai badi
Dekhan ko ik zara chhabi
Meri araz suno zara
Meri araz suno zara
Chhedo kaan baasuri
Chhedo kaan baasuri
Dam hama dam ali ali
Dam hama dam ali ali
Sufiye ba safa manam
Sufiye ba safa manam
Sufiye ba safa manam
Dam hama dam ali ali
Dam hama dam ali ali
Ali ali ali ali ali ali

Sufiye ba safa manam
Sufiye ba safa manam
Sufiye ba safa manam
Dum ali dum ali dum ali
Dum ali dum ali dum ali
Dum ali dum ali dum ali
Dum ali dum ali dum ali
Sufiye ba safa manam
Sufiye ba safa manam
Sufiye ba safa manam
Dam hama dam ali ali
Dam hama dam ali ali..

Sufiye Ba Safa Manam Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download