Sukh Aur Dukh Lyrics - Mukesh Chand Mathur (Mukesh)

Sukh Aur Dukh lyrics, the song is sung by Mukesh Chand Mathur (Mukesh) from Naami Chor (1977). Sukh Aur Dukh Sad soundtrack was composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah with lyrics written by Shadab Akhtar.

Sukh or dukh is dunia me takdir ne bate hai
Ek daman me phul bhare hai ik me kate hai
Ek me kate hai

bharatlyrics.com

Jo papi ka nash kare wo apradhi kahlaye
Lekin ye takdir ka likha koi badal na paye
Jab khud insaf ka malik dekhke chup rah jaye
Sukh or dukh is dunia me takdir ne bate hai
Ek daman me phul bhare hai ik me kate hai

Rona iska dekh raha hai tu insaf ke wali
Apne lahu se ki thi jisne bagiya ki rakhwali
Aag laga di is dunia ne jal gayi sab haryali
Sukh or dukh is dunia me takdir ne bate hai
Ek daman me phul bhare hai ik me kate hai.

Sukh Aur Dukh Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download