Sun Le Meri Jaan Lyrics - Suman Kalyanpur, Talat Mahmood

Sun Le Meri Jaan lyrics, the song is sung by Suman Kalyanpur, Talat Mahmood from Pyaar Ki Dastan (1961). The music of Sun Le Meri Jaan Playful track is composed by Naushad Ali while the lyrics are penned by Sarvar.

Sun le meri jaan keh rehi zubaan
Sun le meri jaan keh rehi zubaan
Pyaar ki dastaan pyaar ki dastaan
Maine sun liya dil ne chun liya
Maine sun liya dil ne chun liya
Tumko meharbaan
Tumko meharbaan maine chun liya

Rahe ye haath haath mein
Na chhoote umr bhar
Rahe ye haath haath mein
Na chhoote umr bhar
Na chhoote umr bhar
Kabhi na khatm ho
Hamaare pyaar ka safar
Pyaar ka safar
Ruke na dilbura chale yun hi sada
Ruke na dilbura chale yun hi sada
Apna karwaan apna karwaan
Sun le meri jaan

Qadam qadam pe dega gham
Zamaane chaah mein
Qadam qadam pe dega gham
Zamaane chaah mein
Zamaane chaah mein
Khushi se jaan denge ham
Wafa ki raah mein
Wafa ki raah mein
Ye waada pyaar ka
Na dena tum bhula
Ye waada pyaar ka
Na dena tum bhula
Mere paasbaan
Mere paasbaan maine sun liya

bharatlyrics.com

Gawaah aasmaan hai
Aur ye zameen hai
Gawaah aasmaan hai
Aur ye zameen hai
Ye zameen hai daga na
Doge tum kabhi mujhe
Yakeen hai mujhe yakeen hai
Kasam teri sanam
Juda na honge ham
Kasam teri sanam
Juda na honge ham
Jeete jee yaha jeete jee yaha
Sun le meri jaan keh rahi zubaan
Sun le meri jaan keh rahi zubaan
Pyaar ki dastaan
Pyaar ki dastaan
Pyaar ki dastaan
Pyaar ki dastaan
Pyaar ki dastaan.

Sun Le Meri Jaan Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download