Sun Sajna Lyrics - Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Sun Sajna lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi from Apna Khoon (1978). Sun Sajna Romantic soundtrack was composed by Master Sonik, Om Prakash Sonik with lyrics written by Verma Malik.

Sun sajana sun sajana
Ha sun sajana sun sajana
Mujhe aaj tumhe kuchh kahna hai
Main samajh gaya
Jo kahna hai
Tune mere dil me rahna hai
Ha rahna ha

Sun sajana sun sajana
Ha sun sajana sun sajana

Dil ki duniya khali khali
Bolo kis din aaogi
Dil ki duniya khali khali
Bolo kis din aaogi
Sath hi ye wada kar lo
Aa ke kabhi na jaogi
Sun goriye , sun goriye
Sun goriye , sun goriye

Kuch aur bhi tujhse kahna hai
Main samjh gayi jo kahna hai
Tujhe palko ki chanv me rahna hai
Ha rahna hai
Sun goriye , sun goriye
Sun goriye

Aa ne ko tyaar hu
Jo iss baat ki kasam khayega
Aa ne ko tyaar hu
Jo iss baat ki kasam khayega
Mere sivay teri duniya me
Aur ni koyi aayega

Sun sajana sun sajana
Sun sajana sun sajana
Kuchh aur bhi tujhse kahna hai
Ari ab kya kahna hai…
Ab to baja bajega
Sahnayi bajegi, achha
Ab to baja bajega
Sahnayi bajegi
Mai dulha banunga
Tu dulhaniya sajegi
Ab to baja bajega
Ab to baja bajega
Sahnayi bajegi

bharatlyrics.com

Ban ke dulhan jab aau tere angana
Judaayi me mujhko
Jalana na tu sajna
Tham liya tera hath
Chahe din ho ya raat
Tu hai jindagi ke sath
Ab teri meri jodi
Gauri khub jamegi
Ab to baja bajega
Ab to baja bajega
Sahnayi bajegi

Duniya ko chhod teri duniya me aaungi
Tune thukraya to mai sajna
Tune thukraya to mai
Bole kaha jaungi
Tujhe aankho me sajaau
Main kaleje se lagaau
Apni baaho me julaau
Tere aane se ghar me diwali jagegi

Ab to baja bajega
Ab to baja bajega
Sahnayi bajegi.

Sun Sajna Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download