Suniye Suniye Hamara Fasana Lyrics - Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi

Suniye Suniye Hamara Fasana lyrics, the song is sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt), Mohammed Rafi from Daughter Of Sindbad (1958). The music of Suniye Suniye Hamara Fasana Playful track is composed by Chitragupta Shrivastava while the lyrics are penned by Anjum Jaipuri.

Suniye suniye hamara fasana
Dil na jane kaha kho gaya
Bhul jao ji tum apne dil ko
Ab to wo dil mera ho gaya
Suniye suniye hamara fasana
Dil na jane kaha kho gaya
Bhul jao ji tum apne dil ko
Ab to wo dil mera ho gaya

Humko bharosha tha apne dil par
Kaise tumhara hua hai
Humko bharosha tha apne dil par
Kaise tumhara hua hai
Hota hai kya kya dekhoge aage
Ye to abhi ekta hai
Roz rato ko tare ginega
Rog dil ka tumhe ho gaya
Bhul jaoge tum apne dil ko
Ab to wo dil mera ho gaya
Suniye suniye hamara fasana
Dil na jane kaha kho gaya
Bhul jao ji tum apne dil ko
Ab to wo dil mera ho gaya

bharatlyrics.com

Kitne musafri bhule hai manzil
Ulfat ke rashte na jana
Kitne musafri bhule hai manzil
Ulfat ke rashte na jana
Jitna bhi chaho hamko satalo
Ye hai tumhara jamana
Hum bhi ek roz tum par hasenge
Pyar agar tumko ho gaya
Bhul jaoge tum apne dil ko
Ab to wo dil mera ho gaya
Suniye suniye hamara fasana
Dil na jane kaha kho gaya
Bhul jao ji tum apne dil ko
Ab to wo dil mera ho gaya.

Suniye Suniye Hamara Fasana Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download