LYRICS OF SUNIYO ZARA IN HINDI: 'सुनियो ज़रा' The song is sung by Kumar Sanu, Udit Narayan and Anupam Amod from Hindi film Suryaa, directed by M Padmakumar. The film stars Sunny Deol, Ravi Kishan, Pragya Jaiswal and Tinu Anand in lead role. "SUNIYO ZARA" is a Playful song, composed by JAM8, with lyrics written by Priya Saraiya.
सुनियो ज़रा Suniyo Zara Lyrics in Hindi
आँखें कारी-कारी सुरमई-सुरमई
आसमाँ से जैसे आई हो इक परी
हो आँखें कारी-कारी सुरमई-सुरमई
आसमाँ से जैसे आई हो इक परी
धीमे-धीमे चौखट पे जब वो आती थी
ये हवाएँ छू के उसको छेड़ जाती थीं
महबूब की थी जैसे बलखाती कमरिया
इठलाती हुई ऐसी यहाँ की डगरिया
भारतलिरिक्स.कॉम
सुनियो ज़रा सुनियो मेरी सजनी से कहियो
याद आए वो याद आए
ये मौसम और ये नज़ारा जैसे गीत पुराने गाए
संदेशा तेरा लाए
हो रंग जाने कितने चेहरे पे थे खिलते
जब वो हँसती थी गालों में मेले सजते
ओ झूमे-झूमे ये मन प्रीत ऐसी बरसे
हाथ में हाथ थामने को कब से तरसे
सुनियो ज़रा सुनियो मेरी सजनी से कहियो
याद आए वो याद आए
जइयो कोई जइयो मेरी सजनी से कहियो
याद आए वो याद आए
ये मौसम और ये नज़ारा जैसे गीत पुराने गाए
संदेशा तेरा लाए
सुनियो ज़रा सुनियो मेरी सजनी से कहियो
याद आए वो याद आए
Suniyo Zara Lyrics
Aankhein kaari-kaari surmai-surmai
Aasmaan se jaise aayi ho ik pari
Ho aankhein kaari-kaari surmai-surmai
Aasmaan se jaise aayi ho ik pari
Dheeme-dheeme chaukhat pe jab woh aati thi
Ye hawayein chhoo ke usko chhed jaati thi
Mehboob ki thi jaise balkhaati kamariya
Ithlaati hui aisi yahan ki dagariya
Suniyo zara suniyo meri sajni se kahiyo
Yaad aaye woh yaad aaye
Ye mausam aur ye nazaara jaise geet puraane gaaye
Sandesha tera laaye
Ho rang jaane kitne chehre pe the khilte
Jab woh hansti thi gaalon mein mele sajte
O jhoome-jhoome ye mann preet aisi barse
Haath mein haath thaamne ko kab se tarse
Suniyo zara suniyo meri sajni se kahiyo
Yaad aaye woh yaad aaye
Jaiyo koi jaiyo meri sajni se kahiyo
Yaad aaye woh yaad aaye
bharatlyrics.com
Ye mausam aur ye nazaara jaise geet puraane gaaye
Sandesha tera laaye
Suniyo zara suniyo meri sajni se kahiyo
Yaad aaye woh yaad aaye
