Sur Bin Taan Nahi Hai Lyrics - Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit)

Sur Bin Taan Nahi Hai lyrics, the song is sung by Sulakshana Pandit (Sulakshana Pratap Narain Pandit) from Payal Ki Jhankaar (1980). The music of Sur Bin Taan Nahi Hai Classical track is composed by Raj Kamal while the lyrics are penned by Maya Govind.

Sur bin taan nahi nahi rey
Sur bin taan nahi nahi rey
Unka jiwan bhi kya jiwan
Unka jiwan bhi kya jiwan
Jisme maan nahi
Sur bin taan nahi nahi rey

Guru bin gayan nahi nahi rey
Guru bin gayan nahi nahi rey
Bin suraj ke divas na hota
Bin suraj ke divas na hota
Tujhko ko dhyan nahi
Guru bin gayan nahi nahi rey
Sur bin taan nahi

Bin mosam gaye na koyaliya
Bin gori baze na payaliya
Bin mosam gaye na koyaliya
Bin gori baze na payaliya
Bin yoban ke jiwan aisa
Jisme paran nahi
Sur bin taan nahi nahi rey
Guru bin gayan nahi

bharatlyrics.com

Mosam ki mohtaj na koyal
Aa aa aa
Mosam ki mohtaj na koyal
Pairo ki mohtaj na payal
Mosam ki mohtaj na koyal
Pairo ki mohtaj na payal
Yovan char dino ka pawan
Kar abiman nahi
Guru bin gayan nahi nahi rey
Sur bin taan nahi.

Sur Bin Taan Nahi Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download