Surmayi Ankhiyo Ka Jadu Lyrics - Neha Kakkar, Sonu Kakkar

Surmayi Ankhiyo Ka Jadu lyrics, the song is sung by Neha Kakkar, Sonu Kakkar from Ammaa Ki Boli (2013). Surmayi Ankhiyo Ka Jadu Item Numbers soundtrack was composed by Manoj Santoshi with lyrics written by Sajan Agarwal.

Surmayi ankhiyo ka jadu haye haye haye
Uspe ye julfe bekabu haye haye haye
Surmayi ankhiyo ka jadu haye haye haye
Uspe ye julfe bekabu haye haye haye
Ho mere honth gulabi mere nain sharabi
Mere honth gulabi mere nain sharabi
Mere honth gulabi mere nain sharabi
Dil bhadaka tadka haye
Surmayi ankhiyo ka jadu haye haye haye
Uspe ye julfe bekabu haye haye haye

Todu main angdaai jo logo ke dil dhak dhak kare
Main hu sola ki abhi phir bhi kyun saare shak kare
Todu main angdaai jo logo ke dil dhak dhak kare
Main hu sola ki abhi phir bhi kyun saare shak kare
O mera ek ishara, ek ek angara
O mera ek ishara, ek ek angara
Aur kamar ka jhatka haye
Surmayi ankhiyo ka jadu haye haye haye
Uspe ye julfe bekabu haye haye haye

bharatlyrics.com

Jis kisi ki bhi nazar jo ek pal mujh par pade
Kahti hu iman se lut jaye wo khade khade
Jis kisi ki bhi nazar jo ek pal mujh par pade
Kahti hu iman se lut jaye wo khade khade
Main na raas aani, main hu mastani
Main na raas aani, main hu mastani
Mera ye jalwa haye
Surmayi ankhiyo ka jadu haye haye haye
Uspe ye julfe bekabu haye haye haye
Surmayi ankhiyo ka jadu haye haye haye
Uspe ye julfe bekabu haye haye haye
Ho mere honth gulabi mere nain sharabi
Mere honth gulabi mere nain sharabi
Mere honth gulabi mere nain sharabi
Dil bhadaka tadka haye
Surmayi ankhiyo ka jadu haye haye haye
Uspe ye julfe bekabu haye haye haye.

Surmayi Ankhiyo Ka Jadu Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download