Taar Taar Baj Raha Lyrics - Lata Mangeshkar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey)

Taar Taar Baj Raha lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Prabodh Chandra Dey (Manna Dey) from School Master (1959). Taar Taar Baj Raha Love soundtrack was composed by Vasant Desai with lyrics written by Ramchandra Baryanji Dwivedi (Kavi Pradeep).

Tar tar baj raha dil ke sur bahar ka
Gungunale aa piya geet aaj pyar ka
Aa piya sajaniya aa piya sajaniya

Tar tar baj raha dil ke sur bahar ka
Gungunale aa piya geet aaj pyar ka
Aa piya sajaniya aa piya sajaniya

Aake hath thamle mujhpe nasha chha gaya
Jab kisi ka dil lute aaj wo din aa gaya
Aake hath thamle mujhpe nasha chha gaya
Jab kisi ka dil lute aaj wo din aa gaya
Lutle aaj maja is bahar ka
Aa piya sajaniya aa piya sajaniya

Samjh le sajan ye jawani ka isara
Jawani ka isara
Ye wo umar hai jo nahi aaye dobara
Nahi aaye dobara
Uhi gujar jaye na ye sama khumar ka
Aa piya sajaniya aa piya sajaniya

bharatlyrics.com

Ye rangila waqt hai dur dur kyu rahe
Ho dil se mila dil hai jab fir judai kyu sahe
Ye rangila waqt hai dur dur kyu rahe
Ho dil se mila dil hai jab fir judai kyu sahe
Aaj ke mausam me kam kya intzar ka
Aa piya sajaniya aa piya sajaniya.

Taar Taar Baj Raha Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download