Takdir Ki Gardish Kya Kam Thi Lyrics - Lata Mangeshkar

Takdir Ki Gardish Kya Kam Thi lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Sitara (1955). Takdir Ki Gardish Kya Kam Thi Playful soundtrack was composed by Ghulam Mohammad with lyrics written by Shakeel Badayuni.

Takdir ki gardish kya kam thi
Takdir ki gardish kya kam thi
Us par ye qayamat kar baithe
Betabi ye dil jab had se badhi
Betabi ye dil jab had se badhi
Ghabrake mohabbat kar baithe
Takdir ki gardish kya kam thi

Aankho me chalakte hai aasu
Dil chupke chupke rota hai
Aankho me chalakte hai aasu
Dil chupke chupke rota hai
Dil chupke chupke rota hai
Wo baat hamare bas ki na thi
Wo baat hamare bas ki na thi
Jis baat ki himmat kar baithe
Takdir ki gardish kya kam thi

bharatlyrics.com

Gum humne khushi se mol liya
Us par bhi hui nadani
Gum humne khushi se mol liya
Us par bhi hui nadani
Us par bhi hui nadani
Jab dil ki ummide tut gayi
Jab dil ki ummide tut gayi
Kismat se shikayat kar baithe
Takdir ki gardish kya kam thi
Takdir ki gardish kya kam thi
Us par ye qayamat kar baithe
Betabi ye dil jab had se badhi
Betabi ye dil jab had se badhi
Ghabrake mohabbat kar baithe
Takdir ki gardish kya kam thi.

Takdir Ki Gardish Kya Kam Thi Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *