Tanhai Mein Lyrics - Pamela Singh

Tanhai Mein lyrics, the song is sung by Pamela Singh from Raaz- E- Dil (2008). Tanhai Mein Ghazal, Sad soundtrack was composed by Anup Jalota with lyrics written by .

Tanhai mein dam ghut ta hain
Lagta hain mar jaayege
Tanhai mein dam ghut ta hain
Lagta hain mar jaayege
Deewaro ko kab tak aakhir
Deewaro ko kab tak aakhir
Apna haal sunayenge
Tanhai mein dam ghut ta hain
Lagta hain mar jaayege

bharatlyrics.com

Apne aapse hi dehsat ab
Hone lagi hain humko bhi
Apne aapse hi dehsat ab
Hone lagi hain humko bhi
Khud se hi bezaar hain jab hum
Khud se hi bezaar hain jab hum
Chain kahan hum payenge
Tanhai mein dam ghut ta hain
Lagta hain mar jaayege
Deewaro ko kab tak aakhir
Deewaro ko kab tak aakhir
Apna haal sunayenge
Tanhai mein dam ghut ta hain
Lagta hain mar jaayege

Humdardi ka marhum e dil
In logo ke paas nahi
Humdardi ka marhum e dil
In logo ke paas nahi
Sab ke hath mein nashtar hain yahan
Sab ke hath mein nashtar hain yahan
Kis ko zakhm dikhayenge
Tanhai mein dam ghut ta hain
Lagta hain mar jaayege
Deewaro ko kab tak aakhir
Deewaro ko kab tak aakhir
Apna haal sunayenge
Tanhai mein dam ghut ta hain
Lagta hain mar jaayege

Aaj nahi to kal ko sahin par
Sabra karna hoga hi
Aaj nahi to kal ko sahin par
Sabra karna hoga hi
Hum bhi to insaan hain aakhir
Hum bhi to insaan hain aakhir
Kab taq ashq bahayenge
Tanhai mein dam ghut ta hain
Lagta hain mar jaayege
Deewaro ko kab tak aakhir
Deewaro ko kab tak aakhir
Apna haal sunayenge

Tanhai mein dam ghut ta hain
Lagta hain mar jaayege
Deewaro ko kab tak aakhir
Deewaro ko kab tak aakhir
Apna haal sunayenge.

Tanhai Mein Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download