Taqdeer Ke Kalam Se Lyrics - Mohammed Rafi

Taqdeer Ke Kalam Se lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Be-Reham (1980). The music of Taqdeer Ke Kalam Se Sad track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Verma Malik.

Taqdeer ke kalam se
Koi bach na payega
Taqdeer ke kalam se
Koi bach na payega
Peshani pe likha hai
Wo pesh aayega
Malik ne jo likh diya hai
Wo mita na paye ga
Peshani pe likha hai
Wo pesh aayega
Wo pesh aayega

bharatlyrics.com

Chahane se kabhi arju
Ke phool na kile
Khushi ke char din bhi
Zindgi main na mile

Dekhi ye pyaar
Kitna majboor hai
Mazil se paas akebhi
Mazil se door hai
Ek nazar bhar kar
Dekhna payega
Peshani pe likha hai
Wo pesh aayega
Wo pesh aayega

Kismat bina koi
Kisi ko pa nahi sake
Or pyar ko sine se
Bhi laga nahi sake
Milane se pahele hi yaha
Dil tut jate hai safar se
Pahele humsafar chhut jate hai
Taqdeer tujhpe hansegi
Tu ro na payega
Peshani pe likha hai
Wo pesh aayega
Taqdeer ke kalam se
Koi bach na payega
Peshani pe likha hai
Wo pesh aayega
Wo pesh aayega
Wo pesh aayega.

Taqdeer Ke Kalam Se Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download