Taras Na Jao Lyrics - Ashok Khosla

Taras Na Jao lyrics, the song is sung by Ashok Khosla from Obsession (2001). Taras Na Jao Ghazal soundtrack was composed by Kuldeep Singh with lyrics written by Qateel Shifai.

Taras na jao kahin
Manzile wafa ke liye
Taras na jao kahin
Manzile wafa ke liye
Kisi se pyaar na kar baith na
Kisi se pyaar na kar baith na
Khuda ke liye
Taras na jao kahin
Manzile wafa ke liye
Taras na jao kahin

Ye apna sheher haseen
Qatilo ki basti hai
Ye apna sheher haseen
Qatilo ki basti hai
Mohabbato ko yahan
Zindagi tarasti hai
Sitam hazaar sahoge
Sitam hazaar sahoge
Ek aashna ke liye
Taras na jao kahin
Manzile wafa ke liye
Taras na jao kahin

bharatlyrics.com

Wafa talaash na karna
Kabhi haseenno mein
Wafa talaash na karna
Kabhi haseenno mein
Ke dil nahi koi pathhar
Hai inke seeno mein
Ye logto hain sitam ke liye
Ye logto hain sitam ke liye
Zafa ke liye
Taras na jao kahin
Manzile wafa ke liye
Taras na jao kahin

Tum apni aahon mein
Koi asar na paoge
Tum apni aahon mein
Koi asar na paoge
Wohi hasega jise
Zakhme dil dikhaoge
Utha sakoge na phir hath hi
Utha sakoge na phir hath hi
Duaan ke liye
Taras na jao kahin
Manzile wafa ke liye
Taras na jao kahin
Manzile wafa ke liye
Kisi se pyaar na kar baith na
Kisi se pyaar na kar baith na
Khuda ke liye
Taras na jao kahin
Manzile wafa ke liye
Taras na jao kahin.

Taras Na Jao Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download