Tera Deewana (Title) Lyrics - BQ

Tera Deewana (Title) lyrics, the song is sung by BQ from Tera Deewana (2017). Tera Deewana (Title) soundtrack was composed by Don Fuego with lyrics written by .

Tera chalna sambhalna deewana sa kare..
Sab ko nazron se, ghayal tu kare
Dil ye kare, baahon mein kho jaaun tere
O jaane jaanaa..yun na satana
Mar jaaunga main tere bina
Deewana hoon main tera deewana
Jaanta hai ye ab saara zamana..

bharatlyrics.com

Roke na ruke, aise mile..
Pyar jab hum kare duniya jale, jalti rahe
Deewangi sa lage…
Dekho mujhe, kah de mujhe..
Dil mein sirf main hoon tere
O jaane jaanaa..yun na satana
Mar jaaunga main tere bina
Deewana hoon main tera deewana
Jaanta hai ye ab saara zamana..

Aawara begana lagta tujhe, baat itni si hai
Pyar sirf tujhse hi karta hoon main,
Baat ye tujhe samajh nahi aayi..
O jaane jaanaa..yun na satana
Mar jaaunga main tere bina
Deewana hoon main tera deewana
Jaanta hai ye ab saara zamana..

Tera Deewana (Title) Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download