Tere Bin Soona Soona Hai Jahan Lyrics - Mou Mukherjee (Jojo)

Tere Bin Soona Soona Hai Jahan lyrics, the song is sung by Mou Mukherjee (Jojo) from Aamras: The Sweet Taste Of Friendship (2009). The music of Tere Bin Soona Soona Hai Jahan Sad track is composed by Tabun Sutradhar while the lyrics are penned by Ravi Basnet.

Yeh zameen yeh
Aasman yeh waadiyaan
Gumsum hai kyun
Bhala saara sama

Yeh zameen yeh
Aasman yeh waadiyaan
Gumsum hai kyun
Bhala saara sama
Yeh zameen yeh
Aasman yeh waadiyaan
Gumsum hai kyun
Bhala saara sama
Tham sa gaya yeh
Pal dil na lage aajkal
Tu hi bata kya karun
Kaise yahaan main rahun
Tere bin suna suna yeh jahaan
Tere bin suna suna yeh jahaan
Tere bin suna suna yeh jahaan
Tere bin suna suna yeh jahaan

Yeh nadi yeh saahilein
Yeh kashtiyaan
Sab puchhate hai
Yeh tu hai kahaan
Kya main kahun inase
Dur hai tu mujhase
Kya baat hai kya huwa
Kyun ho gayi tu juda
Tere bin suna suna yeh jahaan
Tere bin suna suna yeh jahaan

bharatlyrics.com

Mere honto mein
Sama banake hansi
Meri jindagi mein
Aa leke khushi
Bhul gayi tu mujhe
Yaad karu main tujhe
Aaja sanam aa bhi ja
Sun le sada o meri jaan
Tere bin suna suna yeh jahaan
Tere bin suna suna yeh jahaan
Tere bin suna suna yeh jahaan
Tere bin suna suna yeh jahaan.

Tere Bin Soona Soona Hai Jahan Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download