तेरे इश्क में Tere Ishq Mein Lyrics - Chetan Bharanga

TERE ISHQ MEIN LYRICS IN HINDI: तेरे इश्क में, The song is sung by Chetan Bharanga and released by Zee Music Company label. TERE ISHQ MEIN is a Love song, composed by Parth Dubey, with lyrics written by Sandeep Sharare.

तेरे इश्क में Tere Ishq Mein Lyrics in Hindi

तेरे कोल वे लाया खोल के
दिल का मैं लिफ़ाफ़ा माहिया
तुझे सोच के हर पल मेरे
इश्क में हुआ इजाफा माहिया

हथेली में मेरी लकीरें जो भी थी
तुझसे जुड़ गई तो किस्मत बन गई
तेरी धुन में मेरी संवर के जिंदगी
एक प्यार का मूरत बन गयी बन गयी

ओ सारी साड़ी हदे पार कर लूं तेरे इश्क में
ओ सारी हदे पार कर लूं तेरे इश्क में
मैं खुद को बेकरार कर लूं तेरे इश्क में
मैं सारी हदे पार कर लूं तेरे इश्क में

तेरे इश्क में तेरे इश्क में डूबा रहूं तेरे इश्क में
तेरे इश्क में तेरे इश्क में डूबा रहूं तेरे इश्क में
तेरे इश्क में हक से कहूं तेरे इश्क में
तेरे इश्क में हक से कहूं तेरे इश्क में
तेरे इश्क में तेरे इश्क में डूबा रहूं तेरे इश्क में

बातों में मेरी तुझको लगा कर
आँखों में तेरी मैं देख लूं
सांसों में मेरी तुझको बसाकर
होठों से मेरे मैं ये कहूँ

ग़लत है ये अगर तो यार उम्र भर
मैं बार-बार गलती ये करूं
कहीं जीने से भी ज़्यादा तुझ पे ही
एक लम्हा मैं मैरून मैं मैरून

भारतलिरिक्स.कॉम

ओ खुद को गुनहगार
ऐ खुद को गुनहगार कर लूं तेरे इश्क में
ऐ सारी हदें पार कर लूं तेरे इश्क में
मैं खुद को बेकरार कर लूं तेरे इश्क में
ऐ सारी हदें पार कर लूं तेरे इश्क में

तेरे इश्क में तेरे इश्क में डूबा रहूं तेरे इश्क में
तेरे इश्क में तेरे इश्क में डूबा रहूं तेरे इश्क में
तेरे इश्क में हक से कहूं तेरे इश्क में
तेरे इश्क में हक से कहूं तेरे इश्क में
तेरे इश्क में तेरे इश्क में डूबा रहूं तेरे इश्क में

Tere Ishq Mein Lyrics

Tere khol ve laaye khol ke
Dil ka main lifafa mahiya
Tujhe soch ke har pal mere
Ishq mein hua izafa mahiya

Hatheli mein meri lakeerein jo bhi thi
Tujhse judi toh kismat ban gayi
Teri dhun mein meri sanwar ke zindagi
Ek pyaar ka murat ban gayi ban gayi

O saari saari hade paar kar loon tere ishq mein
O saari hade paar kar loon tere ishq mein
Main khud ko bekarar kar loon tere ishq mein
Main saari hade paar kar loon tere ishq mein

Tere ishq mein tere ishq mein dooba rahoon tere ishq mein
Tere ishq mein tere ishq mein dooba rahoon tere ishq mein
Tere ishq mein tere ishq mein hak se kahoon tere ishq mein
Tere ishq mein tere ishq mein hak se kahoon tere ishq mein
Tere ishq mein tere ishq mein dooba rahoon tere ishq mein

Baaton mein meri tujhko lagakar
Aankhon mein teri main dekh loon
Saanson mein meri tujhko basakar
Hothon se mere main ye kahoon

Galat hai ye agar toh yaar umr bhar
Main baar-baar galti ye karoon
Kahin jeene se bhi zyada tujh pe hi
Ek lamha main maroon main maroon

bharatlyrics.com

O khud ko gunahgaar
O khud ko gunahgaar kar loon tere ishq mein
O saari hadein paar kar loon tere ishq mein
Main khud ko bekarar kar loon tere ishq mein
O saari hadein paar kar loon tere ishq mein

Tere ishq mein tere ishq mein dooba rahoon tere ishq mein
Tere ishq mein tere ishq mein dooba rahoon tere ishq mein
Tere ishq mein tere ishq mein hak se kahoon tere ishq mein
Tere ishq mein tere ishq mein hak se kahoon tere ishq mein
Tere ishq mein tere ishq mein dooba rahoon tere ishq mein

Tere Ishq Mein Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Tere Ishq Mein is from the Zee Music Company.

The song Tere Ishq Mein was sung by Chetan Bharanga.

The music for Tere Ishq Mein was composed by Parth Dubey.

The lyrics for Tere Ishq Mein were written by Sandeep Sharare.

The music director for Tere Ishq Mein is Parth Dubey.

The song Tere Ishq Mein was released under the Zee Music Company.

The genre of the song Tere Ishq Mein is Love.