Tere Liye Pyaar Ki Bahaar Lyrics - Kavita Krishnamurthy

Tere Liye Pyaar Ki Bahaar lyrics, the song is sung by Kavita Krishnamurthy from Andhera (1994). The music of Tere Liye Pyaar Ki Bahaar Romantic track is composed by Dilip Dutta while the lyrics are penned by Shaily Shailender.

Tere liye pyaar ki bahaar leke aa gayi
Tere liye pyaar ki bahaar leke aa gayi
Chadhti jawaani ka khumaar leke aa gayi
Aa meri baahon mein aa saajana aa jaana
Tere liye pyaar ki bahaar leke aa gayi
Chadhti jawaani ka khumaar leke aa gayi
Aa meri baahon mein aa saajana aa jaana

Aankhon ka jaam zulfon ki shaam
Hai tere naam aa jaana
Nas nas mein pyaas jalti hai aag
Aa mere paas aa jaana
Tu mera main teri ab kaahein ki hai deri
Dil beqaraar hai mere yaar
Ho jaaye pyaar saajana
Aa meri baahon mein aa saajana aa jaana

bharatlyrics.com

Mere liye pyaar hai pooja sanam
Chahungi tujhko janam janam
Baalam jahan ho tere kadam
Swarg wahan hai teri kasam
Sun mann ki baat din ho yaa raat
Chhute na saath saajana
Aa meri baahon mein aa saajana aa jaana
Tere liye pyaar ki bahaar leke aa gayi
Chadhti jawaani ka khumaar leke aa gayi
Aa meri baahon mein aa saajana aa jaana

Jhilmil hai taare mausam jawaan re
Mann ye pukaare aa jaana
Dil ki dagar hai kaahein ka dar hai
Jaata kidhar hai aa jaana
Pyar ka le maza chha raha hai ab nasha
Naino ko jhod tanha na chhod
Yun dil na tod saajana
Aa meri baahon mein aa saajana aa jaana
Tere liye pyaar ki bahaar leke aa gayi
Chadhti jawaani ka khumaar leke aa gayi
Aa meri baahon mein aa saajana aa jaana.

Tere Liye Pyaar Ki Bahaar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download