Tere Pyar Mein Lyrics - Hema Sardesai, Shankar Mahadevan

Tere Pyar Mein lyrics, the song is sung by Hema Sardesai, Shankar Mahadevan from Zor (1998). Tere Pyar Mein Love soundtrack was composed by Agosh with lyrics written by Anand Bakshi.

Tere pyar me teri yaad mein
Main apna naam bhuli
Ye subah sham bhuli
Sara jahan bhuli main bekarar
Tere pyar me teri yaad mein
Tera bhi haal aisa mera bhi haal aisa
Jane ye sal kaisa hay hay hay hay
Main apna naam bhula
Ye subah sham bhula
Sara jahan bhula main bekarar
Main apna naam bhuli
Ye subah sham bhuli
Sara jahan bhuli main bekarar

bharatlyrics.com

Jane or kya kya ab hone
Wala hai tere pyar me
Nind meri chain mera
Khone wala hai tere pyar mein
Ham dono dekho kaise
Pagal hai ham dono
Panchi hai badal hai
Premi hai ghayal hai
Masti me ajkal hai
Hoye hoye hoye hoye
Main apna naam bhula
Ye subah sham bhula
Sara jahan bhula main bekarar
Main apna naam bhuli
Ye subah sham bhuli
Sara jahan bhuli main bekarar

Anjana sa koi jadu
Chalta hai tere pyar me
Bujhte hai diye to ye
Dil jalta hai tere pyar me
Bin tere jalte he barsato mein bin tere
Bas teri bato mein jagte hai raato mein
Leke dil hatho mein
Hay hay hay hay
Mai apna nam bhuli
Ye subah sham bhuli
Sara jahan bhuli main bekarar
Main apna naam bhula
Ye subah sham bhula
Sara jahan bhula main bekarar
Tera bhi haal aisa mera bhi haal aisa
Soni mahival jaisa hay hay hay hay
Main apna naam bhuli
Ye subah sham bhuli
Sara jahan bhuli main bekarar
Main apna naam bhula
Ye subah sham bhula
Sara jahan bhula main bekarar
Sun mere maahi tere pyaar mein
Meri soniye tere pyaar mein.

Tere Pyar Mein Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download