Tere Shishe Ka Samaan Lyrics - Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

Tere Shishe Ka Samaan lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi from Chacha Bhatija (1977). The music of Tere Shishe Ka Samaan Masti track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by .

Tera shishe ka samaan
Maine toda meri jaan
Tera shishe ka samaan
Maine toda meri jan
To kya hua to kya hua
Tere rahne ke liye main
Shish mahal banwaunga
Shish mahal kya karna hai
Shish mahal kya karna hai
Achha hai mera jhopda
Achha rakh de ha rakh de
Chal rakh de mera rokda

bharatlyrics.com

Tera shishe ka samaan
Maine toda meri jan
To kya hua to kya hua
Tere rahne ke liye mai
Shish mahal banwaunga
Shish mahal kya karna hai
Achha hai mera jhopda
La rakh de mera rokda

Bees botle tees gilas
Raja tune tode
Bees botle tees gilas
Raja tune tode
Usko ram kasam lage
Jo ek paisa bahi tode
Aise pyar se fayda kya
Jisme ho nuksan
Tera shishe ka samaan
Maine toda meri jan
To kya hua to kya hua

Pyar mein rakhte nahi hum hisaab
Kya khoya kya paya
Kya khoya kya paya
Pyar mein premi kam na aaye
Paisa kam na aaya
Mujhko dhande ki kasam
Tu kitni hai nadan
Tera shishe ka samaan
Maine toda meri jan
To kya hua to kya hua
Shish mahal kya karna hai
Achha hai mera jhopda
Achha rakh de ha rakh de
Chal rakh de mera rokda.

Tere Shishe Ka Samaan Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download