Teri Ankhon Ka Rang Nirala Hai Lyrics - Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

Teri Ankhon Ka Rang Nirala Hai lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi from Barood (1960). Teri Ankhon Ka Rang Nirala Hai Romantic soundtrack was composed by Mohammed Zahur Khayyam with lyrics written by Hasrat Jaipuri.

Teri ankhon ka rang nirala hai
Teri ankhon ka rang nirala hai
Meri aankho mein tu matwala hai
Meri aankho mein tu matwala hai
Teri ulfat se dil mein ujala hai
Teri ulfat se dil mein ujala hai
Dil ki naiya ka tu rakhwala hai
Dil ki naiya ka tu rakhwala hai

Phool sa chehara honth gulabi,
Hosh ganva de nain sharabi
Too hai dil me aankh ke til mein
Jaise rahi ho manjil mein
Too hai dil me aankh ke til mein, ho ho ho
Teri aankho ka rang nirala hai
Meri aankho mein too matawala hai
Teri ulfat se dil mein ujala hai
Teri ulfat se dil mein ujala hai
Dil ki naiya ka tu rakhwala hai
Dil ki naiya ka tu rakhwala hai

Chand gagan mein phool chaman mein
Lekin tu hai mere man mein
Pyar ke badra aankho ke kajra
Dal gale mein banho ke gajra
Pyar ke badra aankho ke kajra, ho ho ho

bharatlyrics.com

Teri aankho ka rang nirala hai
Meri aankho mein tu matawala hai
Teri ulfat se dil mein ujala hai
Teri ulfat se dil mein ujala hai
Dil ki naiya ka tu rakhwala hai
Dil ki naiya ka tu rakhwala hai.

Teri Ankhon Ka Rang Nirala Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Teri Ankhon Ka Rang Nirala Hai is from the Barood (1960).

The song Teri Ankhon Ka Rang Nirala Hai was sung by Lata Mangeshkar and Mohammed Rafi.

The music for Teri Ankhon Ka Rang Nirala Hai was composed by Mohammed Zahur Khayyam.

The lyrics for Teri Ankhon Ka Rang Nirala Hai were written by Hasrat Jaipuri.

The music director for Teri Ankhon Ka Rang Nirala Hai is Mohammed Zahur Khayyam.

The song Teri Ankhon Ka Rang Nirala Hai was released under the Saregama.

The genre of the song Teri Ankhon Ka Rang Nirala Hai is Romantic.