Teri In Adaon Ne Is Dil Ko Lyrics - Udit Narayan

Teri In Adaon Ne Is Dil Ko lyrics, the song is sung by Udit Narayan from Jaanam (2000). Teri In Adaon Ne Is Dil Ko Pop soundtrack was composed by Nikhil, Vinay with lyrics written by Faaiz Anwar.

Teri in adaon ne
Teri in adaon ne
Iss dil ko ghayal kar diya
Jiye ham kis tarah jaanam
Jiye ham kis tarah jaanam
Jina hi mushkil kar diya

Teri in adaon ne
Iss dil ko ghayal kar diya
Jiye ham kis tarah jaanam
Jina hi mushkil kar diya
Teri in adaon ne

bharatlyrics.com

Julfo mein tera chehra hai jaanam
Chaand badalee mein jaise
Too muskuraye toh maine jana
Phool khilte hain kaise
O jane jaan sharma na aise
Mujhse najar chura na aise
Teri in adaon ne
Hay teri in adaon ne
Iss dil ko ghayal kar diya
Jiye ham kis tarah jaanam
Jiye ham kis tarah jaanam
Jina hee mushkil kar diya
Teri in adaon ne

Tere badan ki mastani khushbu
Pyaar dil mein jagaye
Har khwab mera ho jaye sachcha
Too jo bahon mein aaye
Dil kee lagee dikhau tujhko
Aa pyar mai sikhau tujhko
Teri in adaon ne
Hay teri in adaon ne
Iss dil ko ghayal kar diya
Jiye ham kis tarah jaanam
Jiye ham kis tarah jaanam
Jina hi mushkil kar diya
Teri in adaon ne
Iss dil ko ghayal kar diya
Jiye ham kis tarah jaanam
Jina hee mushkil kar diya
Teri in adaon ne.

Teri In Adaon Ne Is Dil Ko Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download