Tinke Chunta Hoon Mein Lyrics - Anup Jalota

Tinke Chunta Hoon Mein lyrics, the song is sung by Anup Jalota from Takhai -Yul (1985). The music of Tinke Chunta Hoon Mein Ghazal track is composed by Anup Jalota while the lyrics are penned by .

Tinke chunta hoon
Mein bark hain taad mein
Ab nashemann
Banaya to jal jaayega
Tinke chunta hoon
Mein bark hain taad mein
Ab nashemann
Banaya to jal jaayega
Phir bhi armaan
Na reh jaaye dil mein mere
Kam se kam
Hosla to nikal jaayega

bharatlyrics.com

Jisne mujhse mila kar nazar pher li
Jisne meri wafa ki na kuchh kadra ki
Jisne mujhse mila kar nazar pher li
Jisne meri wafa ki na kuchh kadra ki
Ab dekhunga main bhul kar ek nazar
Usko dekha to phir dil machal jaayega
Ab dekhunga main bhul kar ek nazar
Usko dekha to phir dil machal jaayega

Maine furkat ki raate judaai ke din
Kisi tarah hain guzare ye mat puchhiye
Maine furkat ki raate judaai ke din
Kisi tarah hain guzare ye mat puchhiye
Kyaa sunau tumhein hizra ki daasta
Jab sunonge kaleja dahel jaayega
Kyaa sunau tumhein hizra ki daasta
Jab sunonge kaleja dahel jaayega

Ishq par naaz bejaan nahi hain mujhe
Husn paani hain aur ishq paani nahi
Ishq par naaz bejaan nahi hain mujhe
Husn paani hain aur ishq paani nahi
Husn walo ko kis baat par naaz hain
Husn unka to kuchh din mein dhal jayega
Husn walo ko kis baat par naaz hain
Husn unka to kuchh din mein dhal jayega

Reh gaye ghut ke armaan dil mein mere
Ghum ke sanche mein ye zindagi dhal gayi
Reh gaye ghut ke armaan dil mein mere
Ghum ke sanche mein ye zindagi dhal gayi
Ye kabhi maine faiyaz socha na tha
Yat bayat mujhse woh yun badal jaayega
Tinke chunta hoon mein bark hain taad mein
Ab nashemann banaya to jal jaayega
Ab nashemann banaya to jal jaayega
Ab nashemann banaya to jal jaayega.

Tinke Chunta Hoon Mein Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download