Toofaan Toofaan (Title) Lyrics - Mohammed Rafi

Toofaan Toofaan (Title) lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Toofan (1975). The music of Toofaan Toofaan (Title) Happy track is composed by Ravindra Jain while the lyrics are penned by Ravindra Jain.

Toofan toofan hai mera naam
Toofan toofan hai mera naam
Mai hu ek jhonka hawa ka
Chalna hi mera kam
Toofan toofan hai mera naam
Ho toofan toofan hai mera naam

bharatlyrics.com

Pholadi hai apne irade
Karne hai pure mujhe kuch wade
Pholadi hai apne irade
Karne hai pure mujhe kuch wade
Mujhe kuch wade
Karu mai topan eji ki
Chahe kuch bhi ho anjam
Toofan toofan hai mera naam
Ho toofan toofan hai mera naam

Pyar hai man me tan me agan hai
Ek hi dhun mujhe ek lagan hai
Pyar hai man me tan me agan hai
Ek hi dhun mujhe ek lagan hai
Ek lagan hai
Koi sang aaye na aaye
Mujhe chalna hai subho sham
Toofan toofan hai mera naam
Ho toofan toofan hai mera naam

Dhan walo se chhin ke dhan ko
Bant raha hu mai nirdhan ko
Dhan walo se chhin ke dhan ko
Bant raha hu mai nirdhan ko
Mai nirdhan ko
Kahi koi kah ke lutera
Mujhe kar na de badnaam
Toofan toofan hai mera naam
Toofan toofan hai mera naam
Mai hu ek jhonka hawa ka
Chalna hi mera kam
Toofan toofan hai mera naam
Toofan toofan hai mera naam.

Toofaan Toofaan (Title) Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download