Toota Yeh Dil Ka Sheesha Lyrics - Anuradha Paudwal

Toota Yeh Dil Ka Sheesha lyrics, the song is sung by Anuradha Paudwal from Insaf Ki Pukar (1987). The music of Toota Yeh Dil Ka Sheesha Sad track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Anand Bakshi.

Toota yeh dil ka sheesha
Saagar bana gulabi
Toota yeh dil ka sheesha
Saagar bana gulabi
Mein ho gayi sarabi
Mein ho gayi sarabi
Mein ho gayi sarabi
Mein ho gayi sarabi
Toota yeh dil ka sheesha
Saagar bana gulabi
Toota yeh dil ka sheesha
Saagar bana gulabi

bharatlyrics.com

Aankho se dard barsa
Har zakhm khil gaya hain
Aankho se dard barsa
Har zakhm khil gaya hain
Ab khun mere dil ka
Askon mein mil gaya hain
Kitni kharab hain
Kitni kharab hain
Taqdeer ki kharabi
Toota yeh dil ka sheesha
Saagar bana gulabi
Toota yeh dil ka sheesha
Saagar bana gulabi

Chaahat ke dushmano ne
Yu mere dil ko toda
Chaahat ke dushmano ne
Yu mere dil ko toda
Sharmo haya ka daman
Meine bhi aaj toda
Yeh logo maaf karna
Yeh logo maaf karna
Yeh meri behisabi
Toota yeh dil ka sheesha
Saagar bana gulabi
Toota yeh dil ka sheesha
Saagar bana gulabi

Pee pee ke zindagi ko
Pee pee ke zindagi ko
Barbad mein karungi
Barbad mein karungi
Mein chup nahin rahungi
Fariyaad mein karungi
Fariyaad mein karungi
Insaan hoon mein koi
Insaan hoon mein koi
Kissa nahin kitabi
Toota yeh dil ka sheesha
Saagar bana gulabi
Mein ho gayi sarabi
Mein ho gayi sarabi
Mein ho gayi sarabi
Mein ho gayi sarabi
Toota yeh dil ka sheesha
Saagar bana gulabi
Toota yeh dil ka sheesha
Saagar bana gulabi
Toota yeh dil ka sheesha.

Toota Yeh Dil Ka Sheesha Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download