Tose Naina Laga Ke Lyrics - Lata Mangeshkar

Tose Naina Laga Ke lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Ishaara (1964). The music of Tose Naina Laga Ke Mujra track is composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah while the lyrics are penned by Majrooh Sultanpuri.

Tosey naina laga ke mai hari
Tosey naina laga ke mai hari
Tosey naina laga ke mai hari
Tosey naina laga ke mai hari
Sari raina jali mai bechari
Sari raina jali mai bechari
Tosey naina laga ke mai hari
Tosey naina laga ke mai hari

Chor hai man me mat musakao
Chor hai man me mat musakao
Piya jhuti jhuti kasam mat khao
Oo piya jhuti jhuti
Piya jhuti jhuti kasam mat khao
Ji na jalao saiya
Ab chhodo baiya hamari
Tosey naina laga ke mai hari
Tosey naina laga ke mai hari

bharatlyrics.com

Hath me mahake kiska gajara
Hath me mahake kiska gajara
Mukh pe laga hai
Balam kaisa kajara
Mukh pe laga hai
Mukh pe laga hai
Balam kaisa kajara
Mai tumko pahchanu
Sari batiya janu tihari
Tosey naina laga ke mai hari
Tosey naina laga ke mai hari.

Tose Naina Laga Ke Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download