Tu Jo Chaahe Toh Mohabbat Ka Lyrics - Shabana

Tu Jo Chaahe Toh Mohabbat Ka lyrics, the song is sung by Shabana from Ghaznafar (2001). The music of Tu Jo Chaahe Toh Mohabbat Ka Ghazal track is composed by Shabana while the lyrics are penned by .

Tu jo chaahe toh mohabbat
Ka main iqraar karun
Tu jo chaahe toh mohabbat
Ka main iqraar karun
Zindagi bhar ke liye
Jaan e wafa pyaar karun
Tu jo chaahe toh mohabbat ka

bharatlyrics.com

Mera jeevan mera sapna
Mera har geet tera
Mera jeevan mera sapna
Mera har geet tera
Zindagi tujhpe nichhavar
Main har ek baar karun
Zindagi tujhpe nichhavar
Main har ek baar karun
Zindagi bhar ke liye
Jaan e wafa pyaar karun
Tu jo chaahe toh mohabbat ka

Rooh e ehsaas pe chhaya
Hai andhera kab se
Rooh e ehsaas pe chhaya
Hai andhera kab se
Neend aankhon mein nahin
Khwaab kahaan se laaun
Neend aankhon mein nahin
Khwaab kahaan se laaun
Zindagi bhar ke liye
Jaan e wafa pyaar karun
Tu jo chaahe toh mohabbat ka

Zindagi bin tere
Guzaregi bhala ab kaise
Zindagi bin tere
Guzaregi bhala ab kaise
Ab toh jazbaato
Khayalaat ka izhaar karun
Ab toh jazbaato
Khayalaat ka izhaar karun
Zindagi bhar ke liye
Jaan e wafa pyaar karun
Tu jo chaahe toh mohabbat ka

Tu jo mil jaaye muqaddar
Pe yakeen bhi karloon
Tu jo mil jaaye muqaddar
Pe yakeen bhi karloon
Leke baaho mein tujhe
Pyaar ka ikraar karun
Leke baaho mein tujhe
Pyaar ka ikraar karun
Zindagi bhar ke liye
Jaan e wafa pyaar karun
Tu jo chaahe toh mohabbat
Ka main iqraar karun
Zindagi bhar ke liye
Jaan e wafa pyaar karun
Tu jo chaahe toh mohabbat ka.

Tu Jo Chaahe Toh Mohabbat Ka Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Tu Jo Chaahe Toh Mohabbat Ka is from the Ghaznafar (2001).

The song Tu Jo Chaahe Toh Mohabbat Ka was sung by Shabana.

The music for Tu Jo Chaahe Toh Mohabbat Ka was composed by Shabana.

The music director for Tu Jo Chaahe Toh Mohabbat Ka is Shabana.

The song Tu Jo Chaahe Toh Mohabbat Ka was released under the Tips Music.

The genre of the song Tu Jo Chaahe Toh Mohabbat Ka is Ghazal.