Tujhe Dekhne Ko Lyrics - Suresh Wadkar

Tujhe Dekhne Ko lyrics, the song is sung by Suresh Wadkar from Abodh (1984). Tujhe Dekhne Ko Happy soundtrack was composed by Ravindra Jain with lyrics written by Ravindra Jain.

Tujhe dekhne ko tarasti hai aankhe
Ye dil teri yado mein duba huya hai
To phir kon ye darmiya aa gaya hai
Hume pas aane se jo rokata hai
Tujhe dekhne ko tarasti hai aankhe
Ye dil teri yado mein duba huya hai

Ajab kasmokas hai, ajab meri halat
Ke dil mein mahobat,
Jahan mein hai nafarat
Yaki ji raha hai, baham pal rahe hai
Diya bhuj rahe hai, diye jal rahe hai
Mahobat mein nafarat mein
Rishta ye kya hai
Hume pas aane se jo rokata hai
Tujhe dekhne ko tarasti hai aankhe
Ye dil teri yado mein duba huya hai

bharatlyrics.com

Tujhe ger samjhu to
Main samjhu kase
Par apne bhi hote hai kya tere jaise
Main tujh tak na pahucha,
Tu mujh tak na aayi
Natija jalan dard aansu judayi,
Teri berukhi ne sitam wo kiya hai
Hume pas aane se jo rokata hai
Tujhe dekhne ko tarasti hai aankhe
Ye dil teri yado mein duba huya hai
To phir kon ye darmiya aa gaya hai
Hume pas aane se jo rokata hai
Tujhe dekhne ko tarasti hai aankhe
Ye dil teri yado mein duba huya hai.

Tujhe Dekhne Ko Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download