Tum Ko Maine Sapnon Lyrics - Kishore Kumar

Tum Ko Maine Sapnon lyrics, the song is sung by Kishore Kumar from Laparwah (1981). Tum Ko Maine Sapnon Love soundtrack was composed by Bappi Lahiri with lyrics written by Ramesh Pant.

Tum ko maine sapnon
Me to dekha tha
Mil jaoge ek din
Ye na socha tha
Tum mujhko mil gaye
Dil mera kho gaya
Kismat ki baat hai
Sapna sach ho gaya
Tum ko maine sapnon
Me to dekha tha
Mil jaoge ek din
Ye na socha tha
Tum mujhko mil gaye
Dil mera kho gaya
Kismat ki baat hai
Sapna sach ho gaya

Mana ke dil deewana hai
Dil hi mera najrana hai
Tum lelo na nahi
To koi bhi le lega
Are tum lelo na
Nahi to koi bhi le lega
Tum ko maine sapnon
Me to dekha tha
Mil jaoge ek din
Ye na socha tha
Tum mujhko mil gaye
Dil mera kho gaya
Kismat ki baat hai
Sapna sach ho gaya

bharatlyrics.com

Aankhon se aankhein milti hai
Hothon pe kaliya khilti hai
Tum ho chuke ab to
Mere ye mano na
Tum ho chuke ab to
Mere ye mano na
Tum ko maine sapnon
Me to dekha tha
Mil jaoge ek din
Ye na socha tha
Tum mujhko mil gaye
Dil mera kho gaya
Kismat ki baat hai
Sapna sach ho gaya

Ab to yahi armaan hai
Tum par lutani jaan hai
Jeene ka to asli maja isi me hai
Are jeene ka to
Asli maja isi me hai
Tum ko maine sapnon
Me to dekha tha
Mil jaoge ek din
Ye na socha tha
Tum mujhko mil gaye
Dil mera kho gaya
Kismat ki baat hai
Sapna sach ho gaya

Tum ko maine sapnon
Me to dekha tha
Mil jaoge ek din
Ye na socha tha
Tum mujhko mil gaye
Dil mera kho gaya
Kismat ki baat hai
Sapna sach ho gaya.

Tum Ko Maine Sapnon Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Tum Ko Maine Sapnon is from the Laparwah (1981).

The song Tum Ko Maine Sapnon was sung by Kishore Kumar.

The music for Tum Ko Maine Sapnon was composed by Bappi Lahiri.

The lyrics for Tum Ko Maine Sapnon were written by Ramesh Pant.

The music director for Tum Ko Maine Sapnon is Bappi Lahiri.

The song Tum Ko Maine Sapnon was released under the Saregama.

The genre of the song Tum Ko Maine Sapnon is Love.