Tum Samne Baitho Lyrics - Kumar Sanu

Tum Samne Baitho lyrics, the song is sung by Kumar Sanu from Yeshwant (1997). The music of Tum Samne Baitho Romantic track is composed by Anand Shrivastav, Milind Shrivastav while the lyrics are penned by Sameer.

Tum samane baitho, mujhe pyar karne do
Tum samane baitho, mujhe pyar karne do
Bechain hai dhadkan ijhar karne do
Tum samane baitho, mujhe pyar karne do
Tum samane baitho, mujhe pyar karne do
Bechain hai dhadkan ijhar karne do
Tum samane baitho, mujhe pyar karne do

bharatlyrics.com

Mosam hai wado ka, yu na karo bahana
Likhane do is dil pe dil ka naya fasana
Mosam hai wado ka, yu na karo bahana
Likhane do is dil pe dil ka naya fasana
Yaado ke panno pe mann ki kitabo me
Maine tumhe dekha mahebub khawabo me
Chahat ka ab dilbar ikrar karne do
Chahat ka ab dilbar ikrar karne do
Bechain hai dhadkan ijhar karne do
Tum samane baitho, mujhe pyar karne do

Ab to nigaho se hatati nahi nigahe
Pehlu me aane ko betab si hai bahe
O ab to nigaho se hatati nahi nigahe
Pehlu me aane ko betab si hai bahe
Palko ki galiyo me, main ghar basauga
Naino ke sagar me ab dub jauga
Do char pal yuhi didar karne do
Do char pal yuhi didar karne do
Bechain hai dhadkan ijhar karne do
Tum samane baitho, mujhe pyar karne do
Tum samane baitho, mujhe pyar karne do.

Tum Samne Baitho Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download