Tumhari Palko Ki Chilmano Me Lyrics - Lata Mangeshkar, Nitin Mukesh Chand Mathur

Tumhari Palko Ki Chilmano Me lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Nitin Mukesh Chand Mathur from Nakhuda (1981). Tumhari Palko Ki Chilmano Me Romantic soundtrack was composed by Mohammed Zahur Khayyam with lyrics written by Muqtida Hasan Nida Fazli.

Tumhari palko ki chilmano me
Ye kya chupa hai sitare jaisa
Hasin hai ye hamare jaisa
Sarir hai ye tumhare jaisa
Tumhare khwabo ke ayine me
Ye kya chupa hai hamare jaisa
Jawan hai ye hamare jaisa
Hasin hai ye tumhare jaisa

bharatlyrics.com

Tumhari baho me chupke hamne
Tumhi ko tumse chura liya hai
Tumhari baho me chupke hamne
Tumhi ko tumse chura liya hai
Churane wale ke hath hamne
Jo kho diya tha wo pa liya hai
Tumhare hotho ki khamoshi ne
Ye kya chupa hai isare jaisa
Hasin hai ye hamare jaisa
Sarir hai ye tumhare jaisa

Naye musafir ke kon hai hum
Maye musafir ko ye bata do
Naye musafir ke kon hai hum
Maye musafir ko ye bata do
Wo tumse khud hi karega bate
Karib aage ise jaga do
Tumhari sarmili sokhiyo me
Ye kya chupa hai sarare jaisa
Tumhare khwabo ke ayine me
Ye kya chupa hai hamare jaisa
Jawan hai ye hamare jaisa
Hasin hai ye tumhare jaisa.

Tumhari Palko Ki Chilmano Me Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download