Tumhi Karo Uddhar Gange Lyrics - Hemanta Kumar Mukhopadhyay

Tumhi Karo Uddhar Gange lyrics, the song is sung by Hemanta Kumar Mukhopadhyay from Prabhu Ki Maya (1955). The music of Tumhi Karo Uddhar Gange Devotion track is composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi) while the lyrics are penned by Saraswati Kumar Deepak.

Kare sab ke kalyan mayi haye
Gange jag ki mata tere punye
Pado me janme
Tribhuvan shish jhukata
Bhagirath ne jigar bhakti se
Apna shankh bajaya usi panth ko
Patit pawani maa tumne apnaya
Haridwar kashi prayag ko
Tumne turath banaya
Aaj humare jeevan
Par maa dukh ka badal chaya

Gange gange
Tum hi karo udhar
Tum hi karo udhar gange
Tum hi karo udhar
Tum hi karo udhar
Gange tum hi karo udhar
Bhikh daya ki de de maiya
Tere hath hajar gange tum hi
Karo udhar tum hi karo udhar
Gange tum hi karo udhar

Hari charno ko choda tumne
Dharti ka dukh tala
Brahma ji ka saja kamandal
Shiv ne bhar sambhala
Sath hazar ki har li
Jag jwala tere pawan ganga
Jal ne jag nirmal kar dala
Dwar tumhre aaya maiya chod
Jagat ke dwar
Gange tum hi karo udhar
Tum hi karo udhar
Gange tum hi karo udhar
Bhikh daya ki de de maiya
Tere hath hajar gange tum hi
Karo udhar tum hi karo udhar
Gange tum hi karo udhar

bharatlyrics.com

Aao gange punye tarange mera
Mukat dham ko  ganga maiya
Mujhko rah dikho ya to daarshan
De kar mata dukh ki ghata hatao
Ya lehro ke hath badhkar is tan ko
Le jao aao aao aao gange.

Tumhi Karo Uddhar Gange Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Tumhi Karo Uddhar Gange is from the Prabhu Ki Maya (1955).

The song Tumhi Karo Uddhar Gange was sung by Hemanta Kumar Mukhopadhyay.

The music for Tumhi Karo Uddhar Gange was composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi).

The lyrics for Tumhi Karo Uddhar Gange were written by Saraswati Kumar Deepak.

The music director for Tumhi Karo Uddhar Gange is Ravi Shankar Sharma (Ravi).

The song Tumhi Karo Uddhar Gange was released under the Saregama.

The genre of the song Tumhi Karo Uddhar Gange is Devotional.